Quran & Panj Surah

Namaz Wala Quran — Samajh Ke Parho

Namaz ki Suratein lafz-ba-lafz Urdu ke saath — jab namaz parhein to samajh aaye ke kya parh rahe hain. Kisi bhi lafz par click karein.

سورة الفاتحة

Surah Al-Fatiha · 7 ayatein

بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ ﴿1﴾

الْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِينَ ﴿2﴾

الرَّحْمَٰنِ الرَّحِيمِ ﴿3﴾

مَالِكِ يَوْمِ الدِّينِ ﴿4﴾

إِيَّاكَ نَعْبُدُ وَإِيَّاكَ نَسْتَعِينُ ﴿5﴾

اهْدِنَا الصِّرَاطَ الْمُسْتَقِيمَ ﴿6﴾

صِرَاطَ الَّذِينَ أَنْعَمْتَ عَلَيْهِمْ غَيْرِ الْمَغْضُوبِ عَلَيْهِمْ وَلَا الضَّالِّينَ ﴿7﴾

Short Tafseer

Ye Quran ki pehli aur sab se azeem surah hai — har namaz ki har rakat mein parhna zaroori hai. Is mein Allah ki hamd, us ki rehmat ka zikr, qayamat ka yaad, aur seedhe raste ki dua hai. Isi liye ise 'Umm-ul-Quran' (Quran ki maa) bhi kehte hain.

Tilawat ka sawab Ruqayya Khalid Khokhar ke liye isaal-e-sawab ki niyyat se.